Kya raat hai waah waah song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Prem Lalwani. This song was released on 01 Jan 2018.
Kya raat hai waah waah
Kya baat hai waah waah
Kya raat hai kya bat hai
Waah waah waah waah waah wah


Raat waat baat waat thik thak hai
Raat waat baat waat thik thak hai
Par thamega kaun mera hath re
Wah wah kya raat hai waah waah
Kya baat hai waah waah
Waah waah waah waah


Tu bhi hai akeli
Main bhi hoon akela
Rat bhi rangili hai
Sath bhi hai rangila
Tu bhi hai akeli
Main bhi hoon akela
Rat bhi rangili hai
Sath bhi hai rangila
Ek raat ka to sath thik thak re
Par main chahu jeevan ka saath re
Re waah waah
Kya raat hai waah wah
Kya baat hai waah waah


Kismat se jo bhi paye
Gharwali mere jaisi
Bhule na phir kabhi wo
Seva karu mai aisi
Pakwan mera
Jo khaye ek bar aakar
Wo hath chat ta hi rah jaye
Zindagi bhar
Rang dhang ki to
Baat thik thak hai
Par layega kaun barat re
Kya raat hai waah waah
Kya baat hai waah wah


Maine to ek mard ko
Chaha tha jano dil se
Socha tha uske sang mein
Shadi banau mil ke
Par meri jawani
Uske hawale karde
Par wo kathor
Dil ka nikla bada dedardi
Aankh nak thik thak hai
Par ulte sar ki hai uski jat re
Kya raat hai waah waah
Kya baat hai waah waah
Kya raat hai kya baat hai
Waah waah waah
Waah waah waah
Haye haye haye jani
Dekho ji dekho ji dekho
Mujhe jani bola
Isne mera pallu khicha
Isne meri bah pakad li
Isne mera pallu khicha
Isne mujhe jani bola.