Kya main kahun song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 28 Jul 2006.
Kya main kahun kyaa ho gaya
Sehama huaa ehsaas hain
Kya main kahun kyaa ho gaya
Sehama huaa ehsaas hain
Tan tirakne laga mann bahekne laga
Saanse rukane lagi kuch to hone laga


Kya main kahun kyaa ho gaya
Sehama huaa ehsaas hain
Tan tirakne laga mann bahekne laga
Saanse rukane lagi kuch to hone laga
Kya main kahun kyaa ho gaya
Sehama huaa ehsaas hain


Garm saanso mein kyaa ghul gaya
Narm hothon ko kisane chhuaa
Garm saanso mein kyaa ghul gaya
Narm hothon ko kisane chhuaa
Kyun ye jhuka ne lagi shrma se
Aaj palako ko kisane chhuua
Pal bikhar ne lage waqt dhalene laga
Dil ye darne laga kuch to hone laga
Kya main kahun kyaa ho gaya
Sehama huaa ehsaas hain
Kya main kahun kyaa ho gaya
Sehama huaa ehsaas hain


Kuch to aisa huaa shyaam se
Haay hum to gaye kaam se
Kuch to aisa huaa shyaam se
Haay hum to gaye kaam se
Hoth aise nasheele huye
Jaise takra gaye jhaam se
Tann sisakne laga jhaam bharne laga
Pyaas badhane lagi kuch to huaa
Kya main kahun kyaa ho gaya
Sehama huaa ehsaas hain
Tan tirakne laga mann bahekne laga
Saanse rukane lagi kuch to hone laga.