Kya hua song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shrishti Behl. This song was released on 06 Jul 2001.
Yeh kya ho gaya hai
Yeh kyon ho gaya
Ab tak yeh mera ta
Ab dil kho gaya
Kise kahun na
Kahun kisko pata
Kaise kahun na
Kahun yeh tu hi bata
Kya hua kaho na kaho
Tujhe kya hua mere yaar
Hume bata kuch na chhupa
Ab hume bata mere yaar
Yeh kya ho gaya hai
Yeh kyon ho gaya
Ab tak yeh mera
Ta ab dil kho gaya
Kise kahun na
Kahun kisko pata
Kaise kahun na kahun
Yeh tu hi bata
Kya hua kaho na kaho
Tujhe kya hua mere yaar
Hume bata kuch na chhupa
Ab hume bata mere yaar


Usne paas aake
Kuch bhi na kaha
Phir bhi sun saka main
Har woh daastaan
Kya usne bhi woh sun liya
Jo maine bhi to na kaha
Uske paas jaake
Mujhko yun laga
Jaise woh mera hai
Kab se jaanu na
Kya usne bhi kuch aisa kaha
Ke tu meri hai oh jaane ja
Kya hua kaho na kaho
Tujhe kya hua mere yaar
Hume bata kuch na chhupa
Ab hume bata mere yaar


Ya woh ek pari hai
Ya hai mera khwaab
Palke band kar ke
Dekhun baar baar
Pehli bar muhjko
Yeh kya ho gaya
Har pal ab mera
Yeh uska ho gaya
Kya main karun na
Karun main bekaraar
Raatein jaagu na
Soun naa aaye karaar
Pyar hua tujhe to pyar
Hua pyar hua mere yaar
Pyar hua tujhe to pyar
Hua pyar hua mere yaar
Yeh kya ho gaya hai
Yeh kyon ho gaya
Ab tak yeh mera
Ta ab dil kho gaya.