Kuchh bhi samajhe song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Laila Dawood. This song was released on 01 Jan 2018.
Maze le lo maze le lo maze le lo
Maze le lo maze le lo maze le lo
Jo hona hain wahin hoga hain
Kya hona ye mat socho
Maze le lo maze le lo maze le lo
Maze le lo maze le lo maze le lo


Kuchh bhi samajhe samjha ke haari
Paale pada hain sajna anaari
Deewana deewana
Deewana deewana
Deewana deewana
Deewana deewana
Mujhko mili hain kya dil ki rani
Aadhi sayani aadhi deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Maze le lo maze le lo maze le lo
Jo hona hain wahin hoga hain
Kya hona ye mat socho


Kaisa sabak tune
Dil ko padhaya hain
Kis hoshiyaari se
Dil mein samaya hain
Ye saara chakkar
To tune chalaya hain
Iljam jhutha kyun
Mujhpe lagaya hain
Banta hai kitna sayana
Kaisa kare bahaana
Deewana deewana
Deewana deewana
Deewani deewani
Deewani deewani
Maze le lo maze le lo maze le lo
Jo hona hai wahi hoga hai
Kya hona ye mat socho


Tujhse hasi koi baaho mein aaye to
Aaye gale milke dilko churaye to
Teri kasam uski main jaan le lungi
Sautan meri banke koi dikhaye to
Ye julm naa karna rani
Yaari to hai nibhani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewana deewana
Deewana deewana
Maze le lo maze le lo maze le lo
Jo hona hai wahi hoga hain
Kya hona ye mat socho


Do din ki hasti mein
Ek pal ki masti hain
Jiske liye saari
Duniya tarasti hain
Hey milke deewane
To jisko basate hain
Ye dil ki basti to
Mushkil se basti hain
Sapno ka wo ghar suhana
Humko bhi hai basana
Deewana deewanan
Deewana deewana
Deewani deewani
Deewani deewani
Kuchh bhi samajhe
Samjha ke haari
Paale pada hain sajna anaari
Deewana deewana
Deewana deewana
Deewani deewani
Deewani deewani
Mujhko mili hain kya dil ki rani
Aadhi sayani aadhi deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewana deewana
Deewana deewana
Maze le lo maze le lo maze le lo
Jo hona hain wahi hoga hain
Kya hona ye mat socho
Maze le lo maze le lo maze le lo.

More songs from Bandhan Anjana (1985)

More songs of Abhijeet Deshpande