Koi gusse ho ya raaji aji apni bala se, hum toh chalenege isi banki ada se song is from and it is sung by .It stars Dara Singh, Ameeta and Geetanjali in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bee Joy Films. This song was released on 24 Oct 1971.
koi gusse ho ya raji aji apni bala se
hum to chalenge isi banki ada se
koi gusse ho ya raji koi gusse ho ya raji
aji apni bala se hum to chalenge
isi banki ada se koi gusse ho ya raji

hazur aapki ye chal bemisal bhi hai
lubha le dekhte hi aap me kamal bhi hai
hazur apki ye chal bemisal bhi hai
lubhan dekhte hi aap me kamal bhi hai
magar ye husan bhi to char din ki chandani hai
dhalega chand kabhi aapko khayal bhi hai
ho ji ho ho koi gul na raha baki
koi gul na raha baki chalti hawa se
hum to chalenge isi banki ada se
koi gusse ho ya raji

ho jara sa hath mere hath me jo di jiyega
tamam zindagi meri duae lijiyega
jara sa hath mere hath me jo di jiyega
tamam zindagi meri duae lijiyega
dupata khichiye na ruthiye na
maniye bhi jara si baat pe na
aise naz kijiyega ho ji ho
karo humse bhi do baate
karo humse bhi do baate na yu maro jafa se
hum to chalenge isi banki ada se
koi gusse ho ya raji

na dekho aaina ke aap ka jawab nahi
ke hasin aap sa jahan me janab nahi
na dekho aaina ke aap ka jawab nahi
ke hasin aap sa jahan me janab nahi
kami to ek ki hai chahane vala na mila
gulab aap dekhiye kabhi kharab nahi ho ji ho
aji tumse nahi kahte aji tumse nahi kahte
kahe vade sabha se hum to chalenge
isi banki ada se koi gusse ho ya raji