Kismat likhne waale par song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Krishna Ghattamaneni. This song was released on 01 Jan 1986.
Kismat likhne wale par
Zara bas jo chale hamara
Apne hisse mein likhle hum
Sara pyar tumhara
Kismat likhne wale par
Zara bas jo chale hamara
Apne hisse mein likhle hum
Sara pyar tumhara


Tum pyar ka sooraj ho
Roshan hai dil hamara
Hum khich ke chale aaye
Akasrshan hain tumhara
Tum pyar ka sooraj ho
Roshan hain dil hamara
Hum khich ke chale aaye
Akasrshan hain tumhara


Ek nuir tumhara hain
Ek pyar tumhara hain
Dono ke siwa janam
Duniya mein aur kya hain
Kismat likhne wale par
Zara bas jo chale hamara
Apne hisse mein likhle hum
Sara pyar tumhara


Dil jeet liya hain wafa se
Priyatam tere kya kahne
Tum saji o sundarta sae
Sadgun ke gahne pahne
Dil jeet liya hain wafa se
Priyatam tere kya kahne
Tum saji o sundarta sae
Sadgun ke gahne pahne


Ye tera zamana hain
Ye teri jawani hain
Har premi ke lab par
Apni ye prem kahani hain
Kismat likhne wale par
Zara bas jo chale hamara
Apne hisse mein likhle hum
Sara pyar tumhara.