Kismat agar hai sath tumhare to kya hua song is from and it is sung by .It stars Bharat Bhushan, Bina Rai and Johnny Walker in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
kismat agar hai sath tumhare to kya hua
kismat agar hai sath tumhare to kya hua
ha bebas hai hum nasib ke mare to kya hua
kismat agar hai sath tumhare to kya hua

ho jaldi nahi hai kahi ruk pal kabhi
ho jaldi nahi hai kahi ruk pal kabhi
ruk pal kabhi hawa
kashti bhawar me le kar hare to kya hua
kashti bhawar me le kar hare to kya hua
ha kismat agar hai sath tumhare to kya hua

hum apno ko na dekh na payenge fir unhe
hum apno ko na dekh na payenge fir unhe
berang ho gaye hai najare to kya hua
berang ho gaye hai najare to kya hua
kismat agar hai sath tumhare to kya hua