Khullam khulla pyaar karen (title) song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Tutu Sharma. This song was released on 29 Apr 2005.
Tere mere dil mein
Jo hai wo kehna hai
Tere bina ab kahin
Bhi na rehna hai
Oh tere mere dil mein
Jo hai wo kehna hai
Tere bina ab kahin
Bhi na rehna hai
Duniya se hum
Kyun darre
Khullam khulla pyaar
Kare pyaar kare
Khullam khulla pyaar
Kare pyaar kare


Tere mere dil mein
Jo hai wo kehna hai
Tere bina ab kahin
Bhi na rehna hai
Oh tere mere dil mein
Jo hai wo kehna hai
Tere bina ab kahin
Bhi na rehna hai
Duniya se hum kyun darre
Khullam khulla pyaar
Kare pyaar kare
Khullam khulla pyaar
Kare pyaar kare


Aankhon mein teri
Aankhon ka nasha
Baaton mein tere
Baaton ka nasha
Haai aankhon mein
Teri aankhon ka nasha
Oh baaton mein tere
Baaton ka nasha


Tere ishq ne mujhko maara
Samjhoon main tera ishaara
Kyun milke aahen bhare
Khullam khulla pyaar
Karen pyaar karen
Khullam khulla pyaar
Karen pyaar karen


Maine wo suna tune jo kaha
Achha na lage ab yeh faasla
Oh maine wo suna tune jo kaha
Achha na lage ab yeh faasla
Mera husn hai aashiqaana
Mera ishq bhi hai deewana
Kyun milke tanha jale
Khullam khulla pyaar
Karen pyaar karen
Khullam khulla pyaar
Karen pyaar karen


Tere mere dil mein
Jo hai wo kehna hai
Tere bina ab kahin
Bhi na rehna hai
Tere mere dil mein
Jo hai wo kehna hai
Tere bina ab kahin
Bhi na rehna hai
Duniya se hum kyun darre
Khullam khulla pyaar
Karen pyaar karen
Khullam khulla pyaar
Karen pyaar karen
Khullam khulla pyaar
Karen pyaar karen
Khullam khulla pyaar
Karen pyaar karen.