Khuli hai ankh song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Seth Jagat Narain. This song was released on 01 Jan 2018.
Khuli hai aankh
Magar khwab hai wahi
Khwab hai wahi ka wahi
Khuli hai aankh
Magar khwab hai wahi
Khwab hai wahi ka wahi
Ye tan gaye re mujhe
Nind ud kar na gayi
Nind ud kar na gayi
Khwab hai wahi ka wahi


Ye wo sahar hai
Ye wo sahar hai
Sitaro me jikar tha jiska
Nahi hai chand magar
Chand sa hai pas koi
Chand sa hai pas koi
Khwab hai wahi ka wahi


Bahar aayi bahar aayi
Kisi ne kaha chaman
Kab aa gaye wo yaha
Hamko bhi khabar na hui
Hamko bhi khabar na hui
Khwab hai wahi ka wahi


Chalak padi hai chalak padi hai
Khushi banke mere nagmo me
Jo bat ho fir par kabhi kahi na gayi
Par kabhi kahi na gayi
Khwab hai wahi ka wahi.