Khuda bhi aasma se jab song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sridhar. This song was released on 14 Aug 1970.
Khuda bhi aasma se jab
Zameen par dekhata hoga
Khuda bhi aasma se jab
Zameen par dekhata hoga
Mere mehboob ko kisane
Banaya sochata hoga
Khuda bhi aasma se jab
Zameen par dekhata hoga
Mere mehboob ko kisane
Banaya sochata hoga
Khuda bhi aasma se


Musavvir khud pareshaa
Hai ke ye tasvir kisaki hai
Banogi jisaki tum aisi
Hasi taqadir kisaki hai
Kabhi wo jal raha hoga
Kabhi khush ho raha hoga
Khuda bhi aasma se jab
Zameen par dekhata hoga
Mere mehboob ko kisane
Banaya sochata hoga
Khuda bhi aasma se


Jamaane par ki masti
Ko nigaaho mai sameta hai
Kali si jism ko kitani
Bahaaro main lapeta hai
Huaa tumsa pahele
Na kio dusra hoga
Khuda bhi aasma se jab
Zameen par dekhata hoga
Mere mehboob ko kisane
Banaya sochata hoga
Khuda bhi aasma se


Farishte bhi yaha raato
Ko aakar ghumate hoge
Jahaa rakhati ho tum paao
Jagah wo chumate hoge
Kisike dil pe kya guzari
Ye wo hi jaanata hoga
Khuda bhi aasma se jab
Zameen par dekhata hoga
Mere mehboob ko kisane
Banaya sochata hoga
Khuda bhi aasma se.