Khata ho kisi ki song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Dil zala ya dil zali ek
Ek tamana jal gayi
Aag ghar mein kya lagi
Duniya se duniya jal gayi
Haye khata ho kisi ki
Kisi ko saza do
Khata ho kisi ki
Kisi ko saza do
Yeh insaaf kaisa hai
Itna bata do
Khata ho kisi ki


Baharon ke mausam
Mein rona pada hai
Zara mujhko rona
Tadapna sikha do
Khata ho kisi ki


Bahut yaad aayega
Bita zamana
Mera kya mujhe tu
Bhula do bhula do
Khata ho kisi ki


Basayi thi kisne
Murado ki duniya
Murado ki duniya
Agar chahate ho
Mitana mita do
Khata ho kisi ki


Bade kimti hai
Mohabbat ke aansu
Mohabbat ke aansu
Koi jake un par
Yeh moti luta do
Khata ho kisi ki
Kisi ko saza do
Yeh insaaf kaisa hai
Itna bata do
Khata ho kisi ki.