Khali hain tere bina dono ankhiyan song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Gauri Khan, Shahrukh Khan. This song was released on 24 Jun 2005.
khali hai tere bina dono ankhiya tum gaye kaha
khali hai tere bina dono ankhiya tum gaye kaha
ankhiyo ke aalo mein tere bina
rat bhar jalti hai batiya yaha
khali hai tere bina dono ankhiya tum gaye kaha

dub ta hai din to sham ko saye udate hai teri yade liye
lakh din hue hai ke rat ko adhe chand se teri bate kiye
yad hai kya tujhe raha ki bariya waha
khali hai tere bina dono ankhiya tum gaye kaha

ek ek bat yad hai adhi raat ke pure chand ko
jagte hue bhi ho khwab mein chehra ek hai
leti hu nam do rit ke tino ki sunti hu buliya yaha
khali hai tere bina dono ankhiya tum gaye kaha
ankhiyo ke aalo mein tere bina
rat bhar jalti hai batiya yaha
khali hai tere bina dono ankhiya tum gaye kaha