Kehta hai pal pal song is from .It stars Amitabh Bachchan, Ajay Devgn and Sonali Bendre in leading roles. It is produced by Amitabh Bachchan. This song was released on 26 Jun 1998.
(Armaan Malik)
Kehta hai pal pal tumse
Hoke dil yeh deewana (x2)
Ek pal bhi jaan-e-jaana
Mujhse door nahi jaana
(Armaan Malik)
Pyar kiya to nibhana
Pyar kiya to nibhana (x2)
(Shruti Pathak)
Pyar kiya to nibhana
Pyar kiya to nibhana (x2)
Aankhon mein meri
Tera hi chehra dhadakta rahe
Haan tu jo naa mile
Seene mein dil ye tadapta rahe
(Armaan Malik)
Aankhon mein meri
Tera hi chehra dhadakta rahe
Tu jo naa mile
Seene mein dil ye tadapta rahe
Tu mujhe na sataana
Mera dil na dukhaana
Pyar kiya to nibhana
Pyar kiya to nibhana (x2)
(Shruti Pathak)
Pyar kiya to nibhana
Pyar kiya to nibhana (x2)
Main jahaan rahun
Tere hi paas woh jagah hai kahin
Matlab jeene ka
Teri hi saanson mein chupa hai kahin
(Armaan Malik)
Main jahaan rahun
Tere hi paas woh jagah hai kahin
Matlab jeene ka
Teri hi saanson mein chupa hai kahin
Main tere pass aaya
Saara chhod ke zamaana
Pyar kiya to nibhana
Pyar kiya to nibhana (x2)
(Armaan-Shruti)
Pyar kiya to nibhana
Pyar kiya to nibhana (x2)
Pyaar…