Kate nahi tu kyu apni muchh song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rakesh Roshan. This song was released on 05 Feb 1993.
Kate nahi tu kyu apni muchh
Lagti hai jaise chuhe ki puchh
Kate nahi tu kyu apni muchh
Lagti hai jaise chuhe ki puchh
Mere dil mein chubhti hai teri munche
Teri munche teri munche


Pucho na kaise maine muchh ugai
Har din sicha har pal khicha
Har din sicha har pal khicha
Tab kahi jake hai muchh ye aayi
Pucho na kaise maine muchh ugai
Oye oye oye o


Tirchi muchho wale
Muchhe tu katwale
Muchho ka fashion purana
Kyu inmein chehra chupana
Muchho ka fashion purana
Kyu inmein chehra chupana
Meri muchho ke siva duniya mein
Rakha kya hai
Duniya mein koi bhale
Meri muchho se jale
Mera jeena mera marna
Inhi muchho ke tale
Dekha hai pahli bar
Muchho se muchhhad ka pyar
Firti hoon kaichi liye
Fasta nahi hai shikar
Katungi jis din inhe
Aayega us din karar
Mujhe tumse itna hi chahiye
Meri muchho ko tum chhod do
Meri muchho ko tum chhod do
Chalo kato apni chotiya
Inhe meri muchho mein jod do
Inhe meri muchho mein jod do
Chalo kato apni chotiya


Main na katungi
Main na katungi
In balo ko in galo ko
Resham ke jalo ko
Main na katunga
Main na katunga
Muchhe kali pyar se pali
Sabki dekhi bhali
Main na katungi
Main na katunga
Main na katungi
Main na katunga.