Kasto mazza song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vidhu Vinod Chopra. This song was released on 10 Jun 2005.
Ramailo o kaali odh li
Kasto mazza hai lelaima
Ramailo o kaali odh li
[These line are in Nepali language line which means "How much fun it is when train goes up & down on track 'hilly areas' (Kitna mazza aata hai jab train pahadiyon par upar neeche hoti hai)"]

Yeh hawayein gungunayein poochhe tu hai kahan
Tu hai phoolon mein kaliyon mein
Ya mere khwabon ki galiyon mein
Tu hai phoolon mein kaliyon mein
Ya mere khwabon ki galiyon mein
Yeh hawayein gungunayein poochhe tu hai kahan
Tu hai phoolon mein kaliyon mein
Ya mere khwabon ki galiyon mein

Dharti saji ambar saja jaise koi.. sapna
Ismein ho ghar, o humsafar tera mera.. apna
Dharti saji ambar saja jaise koi.. sapna
Ismein ho ghar, o humsafar tera mera.. apna
Soona tere bina khwaabon ka yeh makaan
Aa bhi jao, aao na..

Kasto mazza hai lelaima
Ramailo o kaali odh li
Yeh hawayein gungunayein poochhe tu hai kahan
Tu hai phoolon mein kaliyon mein
Ya mere khwabon ki galiyon mein

O re piya, sun bole jiya dil mein yoon hi.. rehna
Khushi mere gam saare tujhse sanam tuhi dil ka.. gehna
Khwaabon ki raahon par khushiyon ka karwaan