Kashi mathura haridhwar ke song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kashi mathura haridhwar ke
Sabhi durandar pandit
Arey pandit moh kaya se lad ke
Ho gaye thande thande
Bhul gaye vid kahani
Mar gayi unki nani
Ho gaye pani pani jai jai jai
Jai lotaram jai gunvataram
Jai lotaram jai gunvataram


Arey pandit ji mharo bhi hath dekho
Arey bhag tu kya dikhlata
Arey sun arey bhag tu kya dikhlata
Bhag tera hai manda
Byaaj ko pyaj samjh ke khata
Bada hai tu ganda padega danda
Futega tera anda
Kuch karle acha kah ta hai
Pandit sacha jina hai tujhe ek saal
Daksina de do ji


Kashi mathura haridhwar ke
Sabhi durandar pandit
Arey pandit moh kaya se lad ke
Ho gaye thande thande
Bhul gaye vid kahani
Mar gayi unki nani
Ho gaye pani pani jai jai jai
Lotaram jai gunvataram
Jai lotaram gunvataram


Bolo pandit ji ab meri god bharegi kab
Ha tera bhag hai bachi sacha
Tujhe hoga bachi bacha
Hoga na bacha tere tu
Ghar se nikal ja mere
Ye hai tere liye lakshami
Ye hai tere liye lakshami
Sun murakh nadan
Jis din is ko bacha hoga
Jayega tu samsan
Baat ye paki teri kismat ki ye chaki
Tu pooja iski karle
Din raat sis ye thar le
Bin dan diye kaha jaye daksina de do


Kashi mathura haridhwar ke
Sabhi durandar pandit
Arey pandit moh kaya se lad ke
Ho gaye thande thande
Bhul gaye vid kahani
Mar gayi unki nani
Ho gaye pani pani jai jai jai
Lotaram jai gunvataram
Jai lotaram gunvataram.