Kas ke kamar ho ja tayyaar song is from and it is sung by and .It stars Ashok Kumar, Nalini Jaywant and Nawab in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
kas ke kamar ho ja tyar ho ja tyar
kas ke kamar ho ja tyar ho ja tyar
karna hoga beda par
is par ya us par
kas ke kamar hoja tyar hoja tyar

kathin hai jiwan ka sangram
thame chale himmat se kam
isi se jite hai ye dam
na ha jinde badi badi
padegi jidhar par chal parmar
na ghabra meri sarkar
karna hoga beda par
is par ya us par
kas ke kamar ho ja tyar ho ja tyar

yaha sajate hai bojhar
ek teer talwar
yaha sajate hai bojhar
ek teer talwar
milenge ladkar ghadi ghadi
milenge ladkar ghadi ghadi
kabhi jeet ho kabhi har
karna hoga beda par
is par ya us par
kas ke kamar ho ja tyar ho ja tyar