Karwaan yaadon ke song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shail Singh. This song was released on 01 Jan 2018.
Karwaan
Karwaan yaadon ke
Umeed ke samaan na kar
Mere khoye huye
Khwabo ko pareshaan na kar
Karwaan
Karwaan yaadon ke
Umeed ke samaan na kar
Mere khoye huye
Khwabo ko pareshaan na kar
Karwaan


Dard ki raat hain
Yeh yeh raat guzar jayegi
Meri aankhon ki
Yeh barsaat guzar jayegi
Bewafa
Bewafa rehnede
Mujhe par koi ehsaan na kar
Mere khoye huye
Khwabo ko pareshaan na kar
Karwaan..karwaan


Mere saathi mera gham hain
Meri tanhaai hain
Teri furkat mein bhi
Jeene ki kasam khaayi hain
Ab sitam
Ab sitam koi naya
Mujh par meherbaan na kar
Mere khoye huye
Khwabo ko pareshaan na kar
Karwaan..karwaan


Dard ki raat hain
Yeh yeh raat guzar jayegi
Meri aankhon ki
Yeh barsaat guzar jayegi
Bewafa
Bewafa rehnede
Mujhe par koi ehsaan na kar
Mere khoye huye
Khwabo ko pareshaan na kar
Karwaan..karwaan
Karwaan yaadon ke
Umeed ke samaan na kar
Mere khoye huye
Khwabo ko pareshaan na kar
Karwaan..karwaan..karwaan..