Karishma quran ka song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1987.
Bhala tufan kyaa takrayega
Mere safeene se
Qurane paak ki barkat hain
Lipati mere seene se


Allah tu dikhade
Karishma quran ka
Allah tu dikhade
Karishma quran ka
Bando ke vaste hain
Sahara quran ka
Allah tu dikhade
Karishma quran ka
Allah tu dikhade
Karishma quran ka


Sun le tujhe batata hoon
Takat quran ki
Tu janata nahin hain
Hakikat quran ki
Multan mein raheti
Thi ik allah ki pyari
Aur usake saath raheti
Thi ek nani nawaji
Har roj karti thi
Dilawat quran ki
Wah aafide quran ki
Nani ki jaan thi
Baksha tha khudane
Tofa quran ka
Allah tu dikhade
Karishma quran ka
Allah tu dikhade
Karishma quran ka


Maabaap ki daulat
Use virsat mein mili thi
The uske chachati
Neeyat thi boori
Ek raat uske ghar mein
Woh chupke se aagaye
Aur aska munha dabake
Woh jangal mein le gaye
Bachi ko zalimone
Zamee par patak diya
Bole tere maa baap ko
Hamne katal kiya
Ab teri kabra khod ke
Tujhe sulayege
Aur teri jaaydaat pey
Kabza jamayege


Bachi ne suna
To kahene lagi chaha
Main hafize quran hoon
Imaan hain mera
Aayi hai meri maut
To malik ki hain raja
Warna nahin kar sakoge
Mera baal bhi bika
Saitaan ho tum mera
Kyaa bigadoge mera
Tum marne walo se
Bada hain mera khuda
Bachi ki baat sunke
Chaha teeno has diye
Talvaar leke uske aur bade
Padhane lagi qaraan ki
Ayaat baar baar
Karne lagi allah ki
Rahemat ka intzaar
Jaisi hai vaat karne
Ko talvaar utahyi
Waise mein
Ek ser ne unpey chadhai
Teeno ko cheer phad diya
Khatma kar diya
Woh ser ki surat mein
Farishta quraan tha
Woh kya mitenga
Jispe chhaya ho khuda ka
Allah tu dikhade
Karishma quran ka
Allah tu dikhade
Karishma quran ka


Hum pey bhi karam karde
Rahem kar de quraan ka
Saitaan ki sajish ko
Tu nakam bana de
Zaalim ne diya hain
Mujhe tana quraan ka
Allah tu dikhade
Karishma quran ka
Karishma quran ka
Karishma quran ka.