Kangana kunware kangana song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K C Bokadia. This song was released on 07 Feb 1992.
Kangana kunware kangana
Sajana pukare tera naam
Bindiya ye teri bindiya dekhu
Main subah-o-shaam
Kangana kunware kangana
Sajana pukare tera naam
Bindiya ye teri bindiya dekhu
Main subah-o-shaam
Tere bin mere din na
Kate na kate meri raina
Ab to kahin bhi
Ek pal aaye na chaina
Kangana kunware kangana
Sajana pukare tera naam
Bindiya yeh teri bindiya dekhu
Main subah-o-shaam


Mehandi lagaungi main to tere pyar ki
Khushboo lutaaungi tujhape bahar ki
Mehandi lagaungi main to tere pyar ki
Khushboo lutaaungi tujhape bahar ki
Ban jaau main tera gajara dekhke
Tujhako hanse kajaraa
Ban jaau main tera gajara dekhke
Tujhako hanse kajaraa
Mera mann ye kahe tere
Tann ka banu main gahana
Tere bin mere din na
Kate na kate meri raina
Bindiya ye teri bindiya dekhu
Main subah-o-shaam
Kangana kunware kangana
Sajana pukare tera naam


Lipata rahunga main to tere ang se
Rang churaunga gori tere rang se
Lipata rahunga main to tere ang se
Rang churaunga gori tere rang se
Sun to zara kya kahe jhumka
Dil dhadkaye tera thumka
Sun to zara kya kahe jhumka
Dil dhadkaye tera thumka
Teri raah nihare sada
Ab to mere naina
Ab to kahin bhi
Ek pal aaye na chaina
Kangana kunware kangana
Sajana pukare tera naam
Ho bindiya ye teri bindiya
Dekhu main subah-o-shaam


Saiya teri yaad mein
Zindagi guzaar doon
Teri tasveer main
Aankho mein utaar loon
Saiya teri yaad mein
Zindagi guzaar doon
Teri tasveer main
Aankho mein utaar loon
Tere liye hain mera jivan
Jaldi se mujhako bana dulhan
Tere liye hain mera jivan
Jaldi se mujhako bana dulhan
Ab hoke judaa tujhase
Mujhako nahin rahna
Tere bin mere din
Na kate na kate meri raina
Bindiya yeh teri bindiya dekhu
Main subah-o-shaam
Kangana kunware kangana
Sajana pukare tera naam
Ab to kahin bhi
Ek pal aaye na chaina
Tere bin mere din
Na kate na kate meri raina.