Kali kali ye ghata thandi thandi ye hawa song is from and it is sung by , and .It stars Jaswant, Geeta Bali and Vijayalaxmi in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
kaali kaali ye ghata thandi thandi ye hawa
kahe pyar karo jee kahe pyar karo
kaali kaali ye ghata thandi thandi ye hawa
kahe pyar karo jee kahe pyar karo
kaali kaali ye ghata thandi thandi ye hawa
kahe pyar karo jee kahe pyar karo

aankhe aankhoon se mila ke zara dekho muskura ke
aankhe aankhoon se mila ke zara dekho muskura ke
koi teer jigar ke paar karo
kaali kaali ye ghata thandi thandi ye hawa
kahe pyar karo jee kahe pyar karo

aise ghur ghur ke dekha na kar mere ko
sharm mohe la ke dekh maarungi tere ko
teer najar chala ke maar daalo muskura ke
teer najar chala ke maar daalo muskura ke
ham par n adaya kartar karo
kaali kaali ye ghata thandi thandi ye hawa
kahe pyar karo jee kahe pyar karo

tera kala pila chehra lekar itra
teri gaaliyaan kha lunga chocolate ki tarah
mere samne na jal ghasslate ki tarah
mere dil ko nikaal paplate ki tarah
teri surat tuti futi pyar kar meri juti
teri surat tuti futi pyar kar meri juti
kisi aur se naina chaar karo
kaali kaali ye ghata thandi thandi ye hawa
kahe pyar karo jee kahe pyar karo

tune jhatke aur jhute me na parkh kiya
tere ishq ne mera beda garg kiya
ni tu bobby bobby bobby
ham hai ishq ke rogi
hume aur na ab bimar karo
kaali kaali ye ghata thandi thandi ye hawa
kahe pyar karo jee kahe pyar karo