Kal kya hoga kisko pata song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ramesh Behl. This song was released on 20 Apr 1978.
arra ram pa arra ram pa arra ram pa arra ram pa
kal kya hoga kisko pata abhi jindagi ka lelo maja

he dilwao dunia ki aisi taisi
har pal apna hai din kaisa rat kaisi
are aish karo aish karo
nacho gao khao pio nacho gao khao pio
are jina hai to jina hai to
masti me rahke jio masti me rahke jiyo
arra ram pa arra ram pa arra ram pa arra ram pa
kal kya hoga kisko pata abhi jindagi ka lelo maja
kal kya hoga kisko pata abhi jindagi ka lelo maja
kal kya hoga kisko pata abhi jindagi ka lelo maja
kal kya hoga kisko pata abhi jindagi ka lelo maja

hum jaha halla gulla hoga wahi
humse ye dunia hai dunia se hum nahi
hey jab tak jab tak
dam me hai dam pyare dam me hai dam pyare
hey tab tak tab tak
kahe ka hai gum pyare kaahe ka hai gum pyaare