Kal ki baat hai song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vijay K. Ranglani. This song was released on 10 Dec 2004.
Kal ki baat hai tumse hum mile
Lo bana gaya fasana
Kyaa hai sochana
Kyaa hain dekhana
Bas ho gaya deewana
Gama pa pa maga ma ma re..
Regama ma ma…
Dil ne jo kaha humne sun liya
Bas ho gayi deewani
Sun be mahiya sunle saajhana
Dil de diya nishani
Gama pa pa maga ma ma re..
Regama ma ma…


Hum yaha dekhe hum wahan dekhe
Har taraf tum ho hum jahan dekhe
Kyaa sama dekhe kyaa bhala soche
Tum paas ho mere ab aur kyaa dekhe
Kal ki baat hai tumse hum mile
Lo bana gaya fasana
Kyaa hai sochana
Kyaa hain dekhana
Bas ho gaya deewana


Pyaar ki kasamein achhi lagati hain
Pyaar ke waadein achhe lagate hain
Pyaar ki baatein achhi lagati hain
Pyaar ke lamhein achhe lagate hain
Tum ne jo kahan humne sun liya
Bas ho gayi deewani
Sun be mahiya sunle saajhana
Dil de diya nishani
Gama pa pa maga ma ma re..
Regama ma ma…


Kal ki baat hai tumse hum mile
Lo bana gaya fasana
Kyaa hai sochana
Kyaa hain dekhana
Bas ho gaya deewana.