Kaisi hain yeh dooriyan (title) song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 09 Aug 2016.
Kaisi hain yeh dooriyan dil ki majbooriyan
Kaisi hain yeh dooriyan dil ki majbooriyan
Na mujhko khabar na usko pta
Huyi kya khataa
Kaisi hain yeh dooriyan dil ki majbooriyan
Kaisi hain yeh dooriyan


Hoon main bhi tanha tanha hai
Woh bhi tanha tanha
Yaadon mein guzre har pal
Kho gayi hai zindagi kahaan
Na mujhko khabar na usko pta
Huyi kya khataa
Kaisi hain yeh dooriyan dil ki majbooriyan
Kaisi hain yeh dooriyan


Ae khuda kuch aisa kar palkein uthe aaye wo nazar
Ho fir woh ekk raaste chale jis pe saath mein
Na mujhko khabar na usko pta
Huyi kya khataa
Kaisi hain yeh dooriyan dil ki majbooriyan
Kaisi hain yeh dooriyan.