Kaise milun main piya song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. The music of this song is composed by . It is produced by M. H. Shah, U. A. Karande. This song was released on 15 Nov 2013.
Hmm.. hmm... hmm...
Aa... aa... aa...

Jamuna chadhi hai
Kaise milun main piya
Jamuna chadhi hai
Kaise milun main piya
Jamuna chadhi hai

Kanha meri ankhiyan mein
Aansuan jhadi hai
Kanha meri ankhiyan mein
Aansuan jhadi hai
Kaise milun main piya
Jamuna chadhi hai

Saanjh sakaare teri raah nihaaroon
Prem ki naiya kaise paar utaaroon
Saanjh sakaare teri raah nihaaroon
Prem ki naiya kaise paar utaaroon
Kitne yugon se teri birhan khadi hai
Kanha meri ankhiyan mein
Aansuan jhadi hai
Kaise milun main piya
Jamuna chadhi hai

Palchhin mohan teri yaadon mein khoyi
Suni suni raaton mein chunri bhigoyi
Ho.. palchhin mohan teri yaadon mein khoyi
Suni suni raaton mein chunri bhigoyi
Dukh ki ghadi...
Dukh ki ghadi haaye kitni badi hai
Kanha meri ankhiyan mein
Aansuan jhadi hai
Kaise milun main piya
Jamuna chadhi hai

Tere mere beech koi bandhan na baandha
Jahaan tera kanha hai wahaan meri radha
Tere mere beech koi bandhan na baandha
Jahaan tera kanha hai wahaan meri radha
Radhe teri mann ki main agni bujha doon
Radhe teri mann ki main agni bujha doon
Pee jaaoon aansoo tere Jamuna sukha doon
Pee jaaoon aansoo tere Jamuna sukha doon
Jamuna sukha doon
Jamuna sukha doon

Apne milan ki dekho punarghadi hai
Apne milan ki dekho punarghadi hai
Jamuna ki lehron pe preet khadi hai
Jamuna ki lehron pe preet khadi hai