Kaise katengi ratiyan song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kaise katengi ratiyan
Oo kaise katengi ratiyan
Hum yahaan tum wahaan
Dhak dhak dhadke chhatiyaan
O dhak dhak dhadke chhatiyaan
Hum yahaan tum wahaan
Kya lutf mein zindagi hai deewar darmiyaan
Kya lutf mein zindagi hai deewar darmiyaan


Gora gora mukhda khidaki se jhanke
Gora gora mukhda khidaki se jhanke
Chhup jaaye halki si jhalki dikha ke
Jhalki dikha ke
Kaise banegi battiyaan
Kaise banegi battiyaan
Hum yahaan tum wahaan
Kya lutf mein zindagi hai deewar darmiyaan
Kya lutf mein zindagi hai deewar darmiyaan


Ik ik pal jaise ek jug jaaye
Koi kabhi uska sandeshva na laaye
Koi kabhi uska sandeshva na laaye
Andeshva na laaye
Kaise bataun battiyaan
Kaise bataun battiyaan
Hum yahaan tum wahaan
Kya lutf mein zindagi hai deewar darmiyaan
Kya lutf mein zindagi hai deewar darmiyaan
Kya lutf mein zindagi hai deewar darmiyaan
Kya lutf mein zindagi hai deewar darmiyaan.