Kahu kya ke kaun hun song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kahu kya ke kaun hun kya hun mai
Kisi raste ka chirag hun
Mujhe jisne chaha jala diya
Mujhe jisne chaha bujha diya


Garibo ki duniya mita denewale
Khata meri kya hai saza denewale
Garibo ki duniya mita denewale
Yeh aansu nahi mera dil ro raha hai
Mere dard ki ab na koi dwa hai
Ab na koi dwa hai
Tujhe kya khabar hai ke gham kya bala hai
Tujhe kya khabar hai ke gham kya bala hai
Mere gham pe o muskura denewale
Khata meri kya hai saza denewale
Garibo ki duniya


Ummido se dokha kiye jaa raha hun
Khushi ko dilase diye jaa raha hun
Diye jaa raha hun
Main kis aasre par jiye jaa raha hun
Khata meri kya hai saza denewale
Garibo ki duniya mita denewale
Garibo ki duniya
Garibo ki duniya mita denewale
Khata meri kya hai saza denewale
Garibo ki duniya.