Kaha woh bachapan ka song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1938.
Kaha woh bachapan ka pyara sapna
Kaha woh bachapan ka pyara sapna
Swarg bhari woh prem ki raina
Swarg bhari woh prem ki raina
Kaha woh bachapan kaa pyara sapna


Bagiyan mein miljul ke jana,
Phoolo kaa woh mahal banana
Bagiyan mein miljul ke jana,
Phoolo kaa woh mahal banana
Dulha dulhan ban byah rachana
Dulha dulhan ban byah rachana
Aanchal dhal ko jan mein
Phirana pyara sapna
Kaha woh bachapan
Kaa pyara sapna


Hay achanak huwa sawera,
Jag maya ne mann ko ghera
Hay achanak huwa sawera,
Jag maya ne mann ko ghera
Ujad gaya woh rain basera
Ujad gaya woh rain basera
Tut gaya hanso kaa daina
Tut gaya hanso kaa daina
Kaha woh bachapan kaa
Pyara sapna


Swarg bhari woh prem ki raina
Swarg bhari woh prem ki raina
Kaha woh bachapan kaa pyara sapna


Abb woh din hain naa prem ki raten
Yad magar hain pyar ki bate
Abb woh din hain naa prem ki raten
Yad magar hain pyar ki bate
Mann lene ki bholi ghaten
Mann lene ki bholi ghaten
Laaz bhare tore do naina
Laaz bhare tore do naina
Pyara sapana.