Kab tak chhupega song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Deenanath Shastri. This song was released on 01 Jan 2018.
Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
Maja to jab hai dekhe jamana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
Maja to jab hai dekhe jamana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara


Tumme kya hai tumhe bhi nahi malum
Pahlu rakhte tumhare ang kitne
Ban chaman ki ruto mein bhi na hoga
Har ada me chhupe hai rang jitne
Kyu na ujagar ho ye bahara
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara


Muskurake uthao jara palke
Julf chehre pe udne do chahe
Aisi taswir khechu ke duniya
Tumko dekhe mujhko sarahe
Saare jahan ko kar de deewana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
Maja to jab hai dekhe jamana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara.