Kaahe bano ji anjaan song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kaahe bano ji anjaan
Jaadoo daal ke
Kaahe bano ji anjaan
Jaadoo daal ke
Jaagoon main saari
Saari raat jiya haar ke
Jaagoon main saari
Saari raat jiya haar ke
Kaahe bano ji
Anjaan jaadoo daal ke


Koyi toh bataaye mohey
Kis ka qasoor hai
Kis ka qasoor hai
Ankhiyaan diwaani
Meraa dil majboor hai ae
Dil majboor hai
Kaise sahoon main
Ye salone dukh pyaar ke
Kaahe bano ji
Anjaan jaadoo daal ke
Kaahe bano ji
Anjaan jaadoo daal ke
Jaagoon main saari
Saari raat jiya haar ke
Jaagoon main saari
Saari raat jiya haar ke


Sapnon mein aake miley
Naye naye bhes mein ae
Naye naye bhes mein
Nadiyaa kinaare kabhi
Taaron ke des mein ae
Taaron ke des mein
Chhal chhal jaawein
Ye milan uss paar ke
Kaahe bano ji anjaan
Jaadoo daal ke
Kaahe bano ji anjaan
Jaadoo daal ke
Jaagoon main saari
Saari raat jiya haar ke
Jaagoon main saari
Saari raat jiya haar ke
Kaahe bano ji anjaan
Jaadoo daal ke.