Kaahe banaa_o jhuuthii batiyaan hamase song is from and it is sung by . This song was released on 01 Jan 2018.
kaahe banaa_o jhuuthii batiyaan hamase
main to jiitii huun tore dam se
sautan kii galiyaan tum ho aaye
akhiyaan torii bhed bataaye
main to mar ga_ii tore gam se
hamase saiyaan duur na jaa_o
is birahan ko yuun na sataa_o
hamaraa naataa janam janam se
huzuur jaa_iye gairon ke mehamaan rahiye
mizaaj chaahe jahaan aapakaa wahaan rahiye