Jogiya banjara (title) song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 06 Jul 2017.
Chhaliya saath kinara
Jeevan nadiya ki dhaara
Saara jag jeet ke bande
Aayega yahan dobara
Chhaliya saath kinara
Jeevan nadiya ki dhaara
Saara jag jeet ke bande
Aayega yahan dobara


Kya hai tera kya hai mera
Moh maya ka fan sara
Manwa jogiya banjara
Kya hai tera kya hai mera
Moh maya ka fan sara
Manwa jogiya banjara


Tan ke andar jo hai zinda
Mast maula sa kalandar
Tan ke andar jo hai zinda
Mast maula sa kalandar
Jeevan maran se pare hai
Udta dhuan sa dhurandhar
Dam kheench ke tu kar le
Pagal man ka guzara
Manwa jogiya banjara
Kya hai tera kya hai mera
Moh maya ka fan sara


Jalti lakdiyon pe baitha
Tu hi sunya hai tu hi satya
Jalti ladkiyon pe baitha
Tu hi sunya hai tu hi satya
Ye maati hai moksha ki
Janm se lekar ant
Yahi thaur hai hamara
Yahi aakhiri kinara
Manwa jogiya banjara
Kya hai tera kya hai mera
Moh maya ka fan sara.