जोगनिया joganiya song is sung by and . Record label of this song is Tips Rajasthani. This song is written by . This song was released on 04 Apr 2024.
Jadu Kiya Ye Kaisa Sanvariya
Bani Main Bani Piya Ki Baavariya
Jadu Kiya Ye Kaisa Sanvariya
Bani Main Bani Piya Ki Bavariya
Jadu Kiya Ye Kaisa Sanvariya
Bani Main Bani Piya Ki Bavariya

Jo Mann Tose Lagega Piya Ji
To Ab Mann Mein Kaun Samaye
Thare Hi Peechhe Main Chali Chali Main
Kesariya Mhara Main To Ho Gai Piya Ki Joganiya
Thare Hi Peechhe Main Chali Piya Ki Joganiya

Jadu Kiya Ye Kaisa Sanvariya
Bani Main Bani Piya Ki Bavariya
Jadu Kiya Ye Kaisa Sanvariya
Bani Main Bani Piya Ki Bavariya

Mhaare Maathe Ri Bindiya
Mhara Haatha Ra Kangna
Ye Hi Ho Saara Singaar
Mhaare Hivade Ra Sooraj
Mhara The Chanda Ho
Ye Hi Ho Mhaari Duniyaa

Bolo Ab Ye Payal Mhaari
Mann Ye Piyaji Tujhpe Hari
Thare Hi Rang Mein Rangi Sayabaji
Kesariya Mhara Main To Ho Gai Piya Ki Joganiya
Thare Hi Peechhe Main Chali Piya Ki Joganiya

Ab To Sakhiyan Parayi Lag Ne Lagi
Haan Mujhako Baaten Piya Ki Jachane Lagi
Odh Chunar Ab Tere Naam Ki Main
Mehndi Piya Ke Naam Ki Rachana Lagi


Ho Piya Ki Joganiya
Piya Ki Joganiya

More songs of Chitrlekha Sen