Jo pyar tumne mujhse kiya hai song is from and it is sung by and .It stars Sunny Deol, Tabu and Reema Sen in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Harish Shah, Vinod Shah. This song was released on 01 Jan 2018.
jo pyar tumne mujhse kiya hai jo pyar tumne mujhse kiya hai
kya nam tumne usko diya hai pyar toh ek anjana ehsas hai
jo na bujhke bujhe yeh woh pyas hai
tum najar se mohabbat kaa paigam do
pyar ko janeman pyar kaa nam do
pyar kaa nam do pyar kaa nam do

tanhayiya thi iss jindagi me aansu bhare the meri khushi me
sehra bichha tha ek dard kaa tera suna sa jivan sajaunga mai
teri rahon me khushiya bichhaunga mai
sangdil iss jahan ko dikhaunga mai
yeh kasam li hai wada nibhaunga mai
nibhaunga mai nibhaunga mai jo pyar tumne mujhse kiya hai
kya nam tumne usko diya hai kya pyaar maine tumse kiya hai
bas pyaar ka naam usko diya hai

dil ko umangon se bhar diya hai na jane tumne kya kar diya hai
sach lag raha hai sapna mera rang layi sanam meri divangi
dillagi ban gayi aaj dil ki lagi bevaja hi nahi pyar me bekhudi
yeh hai jadu mera ae mere hamnashin
ae mere hamnashin ae mere hamnashin
jo pyar tumne mujhse kiya hai kya nam tumne usko diya hai

pyar toh ek anjana ehsas hai
jo na bujhke bujhe yeh woh pyas hai
tum najar se mohabbat kaa paigam do
pyar ko janeman pyar kaa nam do
pyar kaa nam do pyar kaa nam do
ha jo pyar tumne mujhse kiya hai
kya nam tumne usko diya hai