Jo main janti bisrat hain saiyan song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sadiq Productions LTD.. This song was released on 01 Jan 1954.
Jo main janti bisrat hain saiyan
Ghunghta mein aag laga deti
Ghunghta mein aag laga deti
Main laaj ke bandhan tod sakhi
Main laaj ke bandhan tod sakhi
Piya pyare ko apne mana leti
Piya pyare ko apne mana leti

Mere haar singar ki raat gayi
Piyu sang umang meri aaj gayi
Piyu sang umang meri aaj gayi
Ghar aaye na more saanwariya
Ghar aaye na more saanwariya
Main to tan man unpe
Main to tan man unpe luta deti
Jo main janti bisrat hain saiyan
Ghunghta mein aag laga deti

Mohe preet ki reet na bhaayi sakhi
Main banke dulhan pachhtaayi sakhi
Main banke dulhan pachhtaayi sakhi
Hoti na agar duniya ki sharam
Hoti na agar duniya ki sharam
Unhein bhej ke patiyaan
Unhein bhej ke patiyaan bula leti
Jo main janti bisrat hain saiyan
Ghunghta mein aag laga deti