Jo dil hi todna song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Jo dil hi todna tha
Kyu diya phir aasra tumne
Jo dil hi todna tha
Kyu diya phir aasra tumne


Utha toofa to kashti chhod di
Yeh kya kiya tumne
Utha toofa to kashti chhod di
Yeh kya kiya tumne


Tumhe apne samjh kar
Dil diya tha maine ulfat mein
Tumhe apne samjh kar
Dil diya tha maine ulfat mein
Maine ulfat mein
Tumhe aisa na karna tha
Bada dhokha diya tumne
Tumhe aisa na karna tha
Bada dhokha diya tumne
Jo dil hi todna tha
Kyu diya phir aasra tumne


Kaha tha hum zamane mein
Wafa ko naam kar denge
Kaha tha hum zamane mein
Wafa ko naam kar denge
Naam kar denge
Magar kya khoob se humse
Nibhayi hai wafa tumne
Magar kya khoob se humse
Nibhayi hai wafa tumne
Jo dil hi todna tha
Kyu diya phir aasra tumne
Jo dil hi todna tha
Kyu diya phir aasra tumne.