Jo dar gaya song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kumar Mohan. This song was released on 01 Dec 2000.
Yeh dar ka asar hain
Yeh dar hain yeh dar
Ek zaher hain yeh jo dar hain
Hota hain dar jo dil mein
To fatati hain har wo awaaz jo
Alag se nikalti hain wo dar hain
Yeh dar ek zaher hain
Yeh dar hain
Jo dar gaya wo mar gaya


Mama mama mama mama
Jo chaho karo hangama
Mama mama mama mama
Jo chaho karo hangama
Sabko dar hain khauf hain
Kisi na kisi cheej ka
Jo na kisi se dara wo
Apna kaam kar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya


Dar laga rehta hain
Geng war ka yaha
Jaane kab kaha se
Chal padegi goliya
Bachke iss mahol se
Jaaye koi kaha
Kya pata kis roop mein
Chhupa ho bhediya
Iss ka dar hain
Jo dar gaya wo mar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya


Koi bik raha hain yaha vot ke liye
Koi bik raha hain yaha not ke liye
Sabka chada aaina
Dekh ke utar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya


Sab kha rahe hain
Khushi se parathe
Chal rahe hain dil pe
Chhuri aur kante
Iss ka dar hain
Ladki pe line maaro
To maregi wo chante
Iss ka dar hain
Fail ho gay to ghar pe baap
Mujhko dante iss ka dar hain
Dhup ka bhi dar hain
Bhukh ka bhi dar hain
Police ka bhi dar hain
Netao ka bhi dar hain
Yeh dar hain kamal
Tujhko dar se bhi dar hain
Yeh dar hain
Yeh dar ek zaher hain
Yeh jo dar hain
Na to koi hadsa tha
Na koi junun tha
Har taraf aman tha
Chain tha sukun tha
Wo jo sapno ka saher tha
Yaaro wo kidhar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya
Jo dar gaya wo mar gaya.