Jivan me tu darna nahi song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Jivan me tu darna nahi
Sar nicha kabhi karna nahi
Himmat wale ko marna nahi
Marna nahi marna nahi
Jivan me tu darna nahi
Sar nicha kabhi karna nahi
Himmat wale ko marna nahi
Marna nahi marna nahi


Tu hai sathi apna koyi duja nahi
Apni har mushkil me akela tu muskura
Jag me tu sabse bada hai
Dil chhota karna nahi
Karna nahi karna nahi


Jina hai toh pyare tu ladna zindagi se
Aandhi ho ya tufan na dabna kisi se
Jag me tu aage hi badhana
Pichhe kadam dharna nahi
Dharna nahi dharna nahi
Jivan me tu darna nahi
Sar nicha kabhi karna nahi
Himmat wale ko marna nahi
Marna nahi marna nahi.