Jiska man ho prem ka darpan song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by V.L. Khare. This song was released on 06 Jun 1976.
Jiska man ho prem ka darpan
Kya kahta hai use zamana
Jiska man ho prem ka darpan
Kya kahta hai use zamana
O bandar budhdhu anjana
O bandar budhdhu anjana pehchana
Mai na janu darpan warpan
Bol tu apna pata thikana
Mai na janu darpan warpan
Bol tu apna pata thikana
Beghar premi deewana
Mai to beghar premi deewana pehchana


Mai kaun kaha se aaya hu
Bhul bhi ja ye bat
Nahi aashiq ki hoti hai koi bhi jat
Nahi aashiq ki hoti hai koi bhi jat
Arey ha mai bin soche bin jane
Kaise de du hath me hath
Nahi nibhti mohabbat anadi ke sath
Nahi nibhti mohabbat anadi ke sath
Jiska man ho prem ka darpan
Kya kahta hai use zamana
Jiska man ho prem ka darpan
Kya kahta hai use zamana
O bandar budhdhu anjana
O bandar budhdhu anjana pehchana


O mai bahki bahki aahe hu pagle
Hosh dile zara rakho
Meri ungli pakad ke kalai na tham
Meri ungli pakad ke kalai na tham
Arey jo khud jalne ko bekal ho
Wo kyu soche anjan
Aaja kar de jawani jawani ke naam
Aaja kar de jawani jawani ke naam
Arey mai na janu darpan warpan
Bol tu apna pata thikana
Mai na janu darpan warpan
Bol tu apna pata thikana
Beghar premi deewana
Mai to beghar premi deewana pehchana
Jiska man ho prem ka darpan
Kya kahta hai use zamana
Jiska man ho prem ka darpan
Kya kahta hai use zamana
O bandar budhdhu anjana.