Jis maati ne janam diya song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Watan kee maati hath mein
Lekar mathe tilak laga lo
Watan kee maati hath mein
Lekar mathe tilak laga lo
Jis maati ne janam diya
Uss maati ke gun ga lo
Jis maati ne janam diya
Uss maati ke gun ga lo
Watan kee maati hath mein
Lekar mathe tilak laga lo


Maati hoke sona ugale
Maati ho ke sona ugale
Yeh sona woh sona hain
Yeh sona woh sona hain
Chor churaye daku lute
Khatam kabhi nahin hona hain
Chor churaye daku lute
Khatam kabhi nahin hona hain
Aisi pyaari daulat ko
Aisi pyaari daulat ko
Tan mann se apna lo
Jis maati ne janam diya
Uss maati ke gun ga lo
Jis maati ne janam diya
Uss maati ke gun ga lo


Gairo ne bahar se aake
Gairo ne bahar se aake
Pet bhare yahan apne
Sukh ki neend sada woh soye
Dekhe sukh ke sapne
Sukh ki neend sada woh soye
Dekhe sukh ke sapne
Band karo abb ghar ke dware
Band karo abb ghar ke dware
Ghar ko aap sambhalo
Jis maati ne janam diya
Uss maati ke gun ga lo
Jis maati ne janam diya
Uss maati ke gun ga lo.