Jis dware par song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by M. Balu, Saravanan M. This song was released on 01 Jan 2018.
Aa ha ha aa ha ha
Aa ha ha aa ha ha
Aa ha ha aa ha ha
Aa ha ha aa ha ha
Jis dware par ghar ki bahu
Rangoli sajati hai
Us dware ghar ke
ander lakshmi aati hai
Jis dware par ghar ki bahu
Rangoli sajati hai
Us dware ghar ke
ander lakshmi aati hai


Dhan mile sukh mile
Dhan mile sukh mile
Piya ke prem se gori ka man khile
Aa ha ha aa ha ha
Aa ha ha aa ha ha
Jis aangan mein ghar ki bahu
Tulsi lagati hai
Us aangan ki mati
Sundar phul khilati hai
Jis dware par ghar ki bahu
Rangoli sajati hai
Us dware ghar ke
Ander lakshmi aati hai


Subha shyam ghan shyam
Subha shyam ghan shyam
Mori gaiya bihare yaad tero naam
Aa ha ha aa ha ha
Aa ha ha aa ha ha
Jis gaiya ghar ki bahu yu tilak lagati hai
Wo gaiya ghar ki maa ban kar
Dud pilati hai
Jis dware par ghar ki bahu
Rangoli sajati hai
Us dware ghar ke
Ander lakshmi aati hai


Din rain waha chain
Din rain waha chain
Jaha tumpe rahe
Parbhu sab ke nain
Aa ha ha aa ha ha
Aa ha ha aa ha ha
Jis mandir mein ghar ki bahu
Yeh jyot jalati hai
Us mandir mein jiwan
Jyoti jag magati hai
Jis dware par ghar ki bahu
Rangoli sajati hai
Us dware ghar ke
Ander lakshmi aati hai
Aa ha ha aa ha ha
Aa ha ha aa ha ha
Aa ha ha aa ha ha.