Jigar ka dard badhta song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Chandrashekhar. This song was released on 30 Jun 1966.
Kaha suraj kaha main ek jala
Kaha suraj kaha main ek jala
Sitaro se milaya ja raha hai
Jigar ka dard badhta ja raha hai


Mohabbat ki kashti mein nadiya
Mohabbat ki kashti mein nadiya
Udashiya beeta ja raha hai
Maza jine ka ab to aa raha hai


Mujhe tumne kaha pahucha diya hai
Mujhe tumne kaha pahucha diya hai
Ke mujhse aasma sharma raha hai
Jigar ka dard badhta ja raha hai


Nigaho se nigahe mil rahi hai
Nigaho se nigahe mil rahi hai
Mera dil hai ke jhuma ja raha hai
Maza jine ka ab to aa raha hai


Tere ehsan ka mara hua hu
Tere ehsan ka mara hua hu
Mujhe tum aur mara ja raha hai
Jigar ka dard badhta ja raha hai
Nasha ulfat ka chaya ja raha hai
Maza jine ka ab to aa raha hai
Jigar ka dard badhta ja raha hai.