Jia lage na song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 23 Dec 2017.
Jia lage na mera kahin tujh bin
Dil pe nahin hai kabu jara bhi in din
Udne laga hoon main aasma pe ab to
Par hai adhoori yeh khwahise tere din
Doori kabhi teri ab na sahi jaye
Omahah sab kuch bin karoon main kya
Jia lage na mera kahin tujh bin
Dil pe nahin hai kabu jara bhi in din
Udne laga hoon main aasma pe ab to
Par hai adhoori yeh khwaahise tere din


Dekhe nazar tasabgoor ki har ek pal
Hoga siyat kuch aisi tu saath saath chal
Tera khayaal roshan rahain khayaalo main
Ehsaas ban ke yun meri saason main dhal
Jhajhabaat par mere chhayi hai bekhudi
Aakhon pe hai nishan didaar ke
Doori kabhi teri ab na sahi jaye
Omahah sab kuch bin karoon main kya
Jia lage na mera kahin tujh bin
Dil pe nahin hai kabu jara bhi in din
Udne laga hoon main aasma pe ab to
Par hai adhoori yeh khwaahise tere din


Hai mukhtasar si socho jara hai zindagi
Lamhe guzar doo ishq main hasin khusi
Jab tak rahein jahan main chale yeh silsile
Yeh silsile agar hasale rooh bandagi
Nakse kadam tere hose hawaain ho
Sabnam gale lage hai pyaar se
Doori kabhi teri ab na sahi jaye
Omahah sab kuch bin karoon main kya
Jia lage na mera kahin tujh bin
Dil pe nahin hai kabu jara bhi in din
Udne laga hoon main aasma pe ab to
Par hai adhoori yeh khwaahise tere din.