Jhanda ooncha rahe hamara (female) song is from and it is sung by .It stars Rajinikanth, Dharmendra and Vinod Khanna in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sattee Shourie. This song was released on 01 Jan 2018.
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara

sada shakti barsane wala
pren sudha barsane wala
veero ko hrshane wala
maatrbhumi ka tan man sara
maatrbhumi ka tan man sara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara

sawtanrta ke bhishan ran me
rakhkar josh badhe kan kan me
kaanpe shatru dekh ke man me
mit jaye bhay sankat sara
mit jaye bhay sankat sara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara

is jhande ke niche nirbhay
le sawraaj yah avichal nishchay
bolo bharat maata ki jai
sawtanrta hai dhairay humara
sawtanrta hai dhairay humara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara

aao pyare veero aao
desh dharam par bali bali jaao
ek sath sab milkar gaao
pyara bharat desh humara
pyara bharat desh humara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara

iski sham na jane paye
chahe jaan bhale hi jaye
vishav vijay kar ke dikhlaye
tab hove pran puran humara
tab hove pran puran humara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara

sada shakti barsane wala
pren sudha barsane wala
veero ko hrshane wala
maatrbhumi ka tan man sara
maatrbhumi ka tan man sara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara
jhanda uncha rahe humara
vijayi vishav tiranga pyara