Jhalli patakha song is from and it is sung by . Record label of this song is TSeries.It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rajkumar Hirani, Siddharth Roy Kapur. This song was released on 29 Jan 2015.
Hmm..
Pagli-pagli pagli-pagli Pagli main jhalli
Aasmaan mein udne chali paani ki machli
Duniya ki fikar na mujhe hai koi parwah
Apne dil ki raani hoon chaahe jeb ki kangli
Arey hat ja raahon se kat jaa
Arey tu mere aade mat aa re..
Main jhalli patakha hoon patakha
Main jhalli patakha hoon patakha
Main jhalli patakha hoon patakha hoon patakha
Main jhalli patakha hoon patakha
Hey..
Mujhko kya pata khwab kaise hote hain
Hum toh aaj ko hi khwab jaise jeete hain
Idhar udhar ghumun main mat samjho hoon titli
Maarungi panja khoonkhar hoon billi
Sau sau pe bhaari padun ek ekalli
Arey ek ekalli
Arey arey ek ekalli
Main jhalli patakha hoon patakha
Main jhalli patakha hoon patakha
Main jhalli patakha hoon patakha hoon patakha
Main jhalli patakha hoon patakha
Oye..
Awaara hawa hoon main naa haath aaungi
Jaaungi jahan wahan sabko jhukaaungi
Chaahe aayein mushkilein main to na darungi
Jo bhi mera man kahe bas mann ki karungi
Chutki mein kar dungi dhamaka tana taaun
Jhalli patakha hoon patakha aa..
Main jhalli patakha hoon patakha
Main jhalli patakha hoon patakha hoon patakha
Main jhalli patakha hoon patakha
Patakha..
Main jhalli patakha
Arey me jhalli patakha hoon patakha hu patakha
Main jhalli patakha hoon patakha
Samjhe naa..