Jane wale ye jawani char din ki song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1949.
O jane wale ye jawani char din ki
Jane wale ye jawani char din ki
Ye jawani char din ki
Jane wale ye jawani char din ki
Ye jawani char din ki


Hasne gaane ki kahani char din ki
Ye kahani char din ki
Hasne gaane ki kahani char din ki
Ye kahani char din ki


Do din sukh ke do din dukh ke
Pal bhar mauj bahar
Do din sukh ke do din dukh ke
Pal bhar mauj bahar
Dhale jawani chade budhapa
Dhale jawani chade budhapa
Karle na tu pyar
Jane wale ye jawani char din ki
Ye jawani char din ki
Ye jawani char din ki


Roop khila kahi dhoop khili
Hai masti ka baazar
Roop khila kahi dhoop khili
Hai masti ka baazar
Pyar se duniya mein bik jata
Bina mol sansar
Pyar se duniya mein bik jata
Bina mol sansar
Jane wale ye jawani char din ki
Ye jawani char din ki
Ye jawani char din ki


Ye jawani ye jawani ek lahar hai
Jyu badal ki chaya
Rang raliya karle tu bande
Rang raliya karle tu bande
Tarsegi phir kaya
Jane wale ye jawani char din ki
Ye jawani char din ki
Ye jawani char din ki.

More songs from Kinara (1949)