Jam jam ke mar sanam song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Roop Kadar. This song was released on 31 Jul 1992.
Laila o meri laila
Tera chhailaa
Dadu kaaliyan
Aye myunsipalti
Tu munh kyaa
Dekhata hain
Taali bajao are
Bindaas bajao bajao


Jam jam ke mar
Sanam taaliyan
Jam jam ke mar
Sanam taaliyan
Tera saawariyan hain
Dadu kaaliyan
Dadu kaaliyan
Jam jam ke mar
Sanam taaliyan
Tera saawariyan hain
Dadu kaaliyan
Aashiq deewana main
Tera puraana
Kaise na aata main
Bol jaane jaana
Tere jaisi kahan hain
Dilwaaliyan waaliyan
Jam jam ke mar
Sanam taaliyan
Tera saawariyan hain
Dadu kaaliyan


Jam jam ke marun
Na kyun taaliyan
Mera saawariyan hain
Dadu kaaliyan
Sau dil se mujhpe
Kurbaan hain bichaara
Mera to harek
Andaaz isko pyaara
Chahein tum chuma
Chahein gaaliyan
Gaaliyan gaaliyan gaaliyan
Jam jam ke marun
Na kyun taaliyan
Mera saawariyan hain
Dadu kaaliyan
Jam jam ke mar
Sanam taaliyan
Tera saawariyan hain
Dadu kaaliyan


Saare jag se rishta tuta
Par na apna milana chhhuta
Saare jag se rishta tuta
Par na apna milana chhhuta
Aankhein hain daaru
Ka chhalka katora
Daali jaise tann ko
Jara sa jo moda
Masak gayi kurtey ki jhaaliyan
Jhaaliyan jhaaliyan jhaaliyan
Jam jam ke mar
Sanam taaliyan
Tera saawariyan hain
Dadu kaaliyan
Jam jam ke marun
Na kyun taaliyan
Mera saawariyan hain
Dadu kaaliyan


Seharo seharo maine dhundha
Mil saka na tujha sa dujha
Seharo seharo maine dhundha
Mil saka na tujha sa dujha
Aashiq hazaron mein
Shaandar tu hain
Laakon dilwalo mein
Jaandaar tu hain
Mukh pe lagi meri laaliyan
Laaliyan laaliyan laaliyan
Jam jam ke marun
Na kyun taaliyan
Mera saawariyan hain
Dadu kaaliyan
Jam jam ke mar
Sanam taaliyan
Tera saawariyan hain
Dadu kaaliyan


Aashiq deewana
Main tera puraana
Kaise na aata main
Bol jaane jaana
Tere jaisi kahan hain
Dilwaaliyan waaliyan
Jam jam ke mar
Sanam taaliyan
Mera saawariyan hain
Dadu kaaliyan
Jam jam ke mar
Sanam taaliyan
Mera saawariyan hain
Dadu kaaliyan.