Jalta hain yeh badan song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Amarlal P.Chhabria, Mrs.K.M.Chhabria, M.P.Chhabria. This song was released on 01 Jan 2018.
Ho jalta hain yeh badan na jaane jaana
Meethi si yeh chubhan na jaane jaana
Ho jalta hain yeh badan na jaane jaana
Meethi si yeh chubhan na jaane jaana
Hotho se peeli pyaale nasheeli
Masti mein jeele uyi uyi uyi uyi
Ho jalta hain yeh badan na jaane jaana
Meethi si yeh chubhan na jaane jaana


Tu bhi jawaan main bhi jawaan
Mud ke na dekh apna jahan
Mosam bhi hain moka bhi hain
Aise mein tu khoya kahan
Sab kuchh bhula doon
Jalwe dikha doon
Aisa maza doon uyi uyi uyi
Ho jalta hain yeh badan na jaane jaana
Meethi si yeh chubhan na jaane jaana


Lele mujhe baahon mein tu
Koi yahan baire nahi
Husn ka hain aisa nasha
Ye jo chadhe utare nahi
Meri jawaani o dil jaani
Le jaane jaani uyi uyi uyi
Ho jalta hain yeh badan na jaane jaana
Meethi si yeh chubhan na jaane jaana
Hotho se peeli pyaale nasheeli
Masti mein jeele uyi uyi uyi uyi
Ho jalta hain yeh badan na jaane jaana
Meethi si yeh chubhan na jaane jaana.