Jal rahin hain song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shobu Yarlagadda, Prasad Devineni. This song was released on 10 Jul 2015.
Jal rahin hai chita
Saanson mein hai dhuaa
Phir bhi aas mann mein hai jagi
Bhor hogi kya kabhi yaha
Puchhti yahi ye bediya
Dekh toh kaun hai yeh


Mahishmati saamrajyam
Sarwottam ajeyam
Dasho dishaayein aake aaj
Sab isko karte pranam


Khush-haali vaibhavshaali
Samridhiyaa nirali
Dhanya dhanya hai yaha praja
Shakti ka yeh swarg tha
Ghan garaj jo kirti ki yaha
Sheesh toh yaha jhuka zara
Yashashwini hai yeh dhara


Maahishmati ki pataka sada yunhi
Gagan chume..
Ashwadev aur surya dev milke
Swarg sinhasan viraje..