Jaisa tu karega song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by F.C. Mehra, Parvesh C. Mehra. This song was released on 09 Aug 1988.
Jaise tu karega main bhi karunga
Main bhi karunga ha main bhi karunga
Jaise tu jiyega main bhi jiyunga
Main bhi jiyunga ha main bhi jiyunga
Peena vina chhod de batli ko tod de
Peena vina chhod de batli ko tod de
Varna teri ma kya bola
Varna teri ma ko bata dunga
Tu meri ma ko batayega
Ye meri ma ko batayega sala
Jaise tu karega main bhi karunga
Main bhi karunga ha mai bhi karunga


Beta na kisi ka na koi meri ma
Ha ha tu to paida huya ma ke bina
Beta na kisi ka na koi meri ma
Ha ha tu to paida huya ma ke bina
Ja ja mujhe chhed ke yu gussa na dila
Gussa tera gussa kya hai dekhu to zara
Tera jeena bhi koi jeena hai
Tera jeena to daru peena hai
Peena vina chhod de batli ko tod de
Peena vina chhod de batli ko tod de
Varna teri bend baza dunga
Achha tu meri bend bazayega
Baza baza ja bache bend baza
Jaise tu karega main bhi karunga
Main bhi karunga ha main bhi karunga


Nashe mein hai chal tu sambhal ke zara
O ungali pakad ke tu chalna sikha
Nashe mein hai chal tu sambhal ke zara
O ungali pakad ke tu chalna sikha
Ja ja mera pichha chhod aage bad ja
Mujhe kya padi hai ja suli chad ja
Jeene se mere ji bhar gaya hai
Zinda kaha hai tu mar gaya hai
Peena vina chhod de batli ko tod de
Peena vina chhod de batli ko tod de
Varna tere hosh uda dunga
Tu mere hosh udayega arey
O main tere hosh uda dunga, ja
Jaise tu karega main bhi karunga
Main bhi karunga ha main bhi karunga


Chal ghar chal rat dhal jayegi
Dhal jayegi to phir kal aayegi
Arey chal ghar chal raat dhal jayegi
Dhal jayegi to phir kal aayegi
Kal tak pi ke tu mar jayega
Mar jauga to tera kya jayega
Wada kiya hai sath jiyenge
Lagta hai ba to sath marenge
Tu jo kahi kho gaya
Arey tujh kuch ho gaya
Tu jo kahi kho gaya
Arey tujh kuch ho gaya
Duniya ko aag laga dunga
Jaise tu karega main bhi karunga
Main bhi karunga ha main bhi karunga
Jaise tu karega main bhi karunga
Main bhi karunga ha main bhi karunga.